Friday, July 24, 2009

साकिन/Saakin

अगन की लपट और
धुआं होतें हैं
आसमां के मुखातिब
आब का बरसना या बहना है
जमीं और ढलान के जानिब
इसी खींचतान ने
रखा है आलम को साकिन .............

साकिन=स्थिर/stable/steady

Agan ki lapat aur
Dhuan hoten hain
Aasman ke mukhatib
Aab ka barsna ya bahna hai
Jami-o-dhalan ke janib
Isi kheenctan ne
Rakhaa hai aalam ko saakin.......

Saakin=Sthir/stable/steady

1 comment: