टूटना मेरी
नींद का था कि
अनजाने से ख्वाब का
पूछ बैठी थी
क्यों नहीं हुआ जलवा
यह आफताब
किसी ने कानों में
हौले से कहा
सूरज का
चले आने का
वादा रात से है
नींद और ख्वाब से नहीं...........
Tootna meri
Neend ka tha Ki
Anjaane se khwab ka
Poochh baithi thi
Kyon nahin hua jalwa
Yah aaftab
Kisi ne kanon men
Hole se kaha
Suraj ka
Chale aane ka vaada
Raat se hai
Neend aur khwab se nahin.....
नींद का था कि
अनजाने से ख्वाब का
पूछ बैठी थी
क्यों नहीं हुआ जलवा
यह आफताब
किसी ने कानों में
हौले से कहा
सूरज का
चले आने का
वादा रात से है
नींद और ख्वाब से नहीं...........
Tootna meri
Neend ka tha Ki
Anjaane se khwab ka
Poochh baithi thi
Kyon nahin hua jalwa
Yah aaftab
Kisi ne kanon men
Hole se kaha
Suraj ka
Chale aane ka vaada
Raat se hai
Neend aur khwab se nahin.....
No comments:
Post a Comment